Vivah ke program.
Aaj ham aapko bataenge ki shaadi mein क्या-क्या program hote Hain.
Ganesh sthapna
Sabse pahle Ganesh sthapna hoti hai uske bad part bataya jata hai paath mein ghar ki mataen bahane bhabhiyan jhule ya Dulhan ko Tilak lagakar ghi gud aur mithaai khilai jaati hai.
Mayra program
Paath ke bad hota hai Mayra program is program mein bahan bhai bhabhi ka Tilak lagakar unko mithaai khilakar badhati hai aur bahan bhai ke dwara Di Hui bhent swikar karti hai.
Ladies sangeet
Mayre ke bad ladiss Sangeet hota hai jismein mahilayen Mangal Geet gati Hain aur khoob naachti Hain Masti aur dhamal Karti Hain.
Haldi ceremony
Shaadi Wale din haldi ki rasam hoti hai sabhi log dulha aur Dulhan ko haldi lagate Hain aur sabhi Peele vastra pehnate Hain.
Barat
Dulha taiyar hokar ghodi per sawar hokar barati nashte gate Dulhan ke Ghar pahunchte Hain uske bad varmala aur fero ka karykram chalta hai aur uske bad hoti hai vidai.
Vidai ceremony
Vida hokar Dulhan Apne sasural a jaati hai vahan per uska shandar gruh Pravesh karaya jata hai yahi hai shaadi ke program Apne yahan shaadi ek bahut bada tyohar hai.
Shaadi to sabko karni hai parantu iske Sutra aur Mantra Kaun nahin samajhna jabki vah bahut jaruri hai.
Shaadi ka Sahi Arth do prani ek chhat ke niche aapsi Prem samajh Dosti aur samjasya se rahana hai isi ka Naam jindagi hai khush raho hamesha.
Thank you so much and happy married life.
Comments
Post a Comment