Bhakti kya hai.

Bhakti Bhagwan ki ki jaati hai. Puja paath aur satsang karna bhi bhakti hi hai. Prabhu ka saccha bhakt vahi hota hai jab Bhagwan se bhi Prem karta hai. Sacche hriday se Parmatma Ko yad karna yah sacchi bhakti hai kintu Bhagwan se sansar ki koi vastu na mangna aur sacchi hriday se Bhagwan Ko yad karna. Manushya jab Shakti bhakti Karta hai to main Prabhu se kahate Hain ki mujhe sirf aapka hi Prem chahie.

Ishwar ko hi apna Param Mitra samajhna aur apna sab kuchh parampita Parmatma ko samarpan kar dena hi sacchi bhakti hai. Kisi bhi Devi Devta ki shradha se Puja karni hi bhagati hai bhagwan ki Puja hi hamen bhakti ka Marg sikhati hai.

Bhakti ka Marg bahut kathin hai aur bhakti ka Marg sabke liye khula hai chahe vah dhani ho ya Garib Ho chahe unchi jaati ka ho ya niche jaati ka Ho ya stri ho ya purush Ho bhakti sabhi ko karni chahie.

Bhakti manushya ke sare vikaron ko Nash karti hai. Bhakti aur Puja paath manushya ke hriday ko Nirmal aur Pavitra banati hai. Bhakti manushya mein moh Maya tatha lobh ke bhav ko nasht karti hai aur sab karyon Ko sambhog karne ki Shakti deti hai.

Agar ham koi kam bhakti bhav se karte Hain to avashya hi pura hota hai. Sacche man se bhakti karne se parampita Parmatma Apne bhakt per musibat nahin aane dete Hain. Agar musibat a bhi jaaye to Param pita Parmatma hi waqt Ko musibat se bahar nikal lete Hain. Sacchi bhakti karne wala bhakt ki Parmatma akaal mrutyu bhi dal dete Hain.

Manushya jivan mein पूजा-पाठ aur bhakti se badhkar kuchh bhi nahin hai aur manushya jivan Mila hai to sansarik jivan mein rahte hue Bhagwan ki bhakti man lagakar karo aur sansarik jivan mein rahte hue bhakti ka Anand lo bhakti ko loot lo.

Jaishankar Jay Bholenath.

Comments

Popular posts from this blog

Mook badhir people.

Shiv bhakti

Dharali gaon ine Uttrakhand..