Bhagwan ka ghar.
Ham jis Ghar mein rahte Hain vah Bhagwan kahin Ghar hota hai. Ham Bhagwan ke Ghar mein hi rahte hain lekin fir bhi ham Mera Ghar Tera Ghar karte Hain. Hamen jo bhi diya vah Bhagwan nahin diya hai aur humne jo bhi liya hai yahin se liya hai aur yahi chhodkar jana hai.
Ham jis bhi ghar mein rahte hain agar ham use Bhagwan ka ghar kahate Hain to to use Ghar se sari negative Chali jaati hai positive vichar aate Hain. Bhagwan ka ghar kahane se hamare vichar acche hote Hain aur main Sanskar acche hote Hain agar hamare Sanskar acche honge to hamare sanskaron ka pura prabhav hamare pure Parivar per padta hai.
Hamare ghar mein ek Chhota sa Bhagwan ka Puja Ghar hota hai aur ham use hi Bhagwan ka ghar kahate Hain tatha usi mein ham Puja paath karte Hain.
Jo hamen Bhagwan mein Rahane ke liye Ghar Diya hai usmein ham aur hamara parivar Aadarsh upkarta ka Prem bhav se ek sath rahte hain aur use hi Bhagwan ka ghar kahate Hain. Jis ghar mein aane wale mehman ka dil se Sarkar aur aao bhakt Ho use hi Bhagwan ka ghar kahate Hain. Agar ghar ke sabhi sadasya ek dusre se Prem tatha aadar ke sath rahe aur ek dusre se meljol badhakar rahe to vah ghar Swarg ban jata hai aur usi ghar mein Bhagwan nivas karte Hain aur usi ghar mein Bhagwan ka vas hota hai.
Hamare pass Bhagwan ka diya sab kuchh hai ham Bhagwan ka पल-पल dhanyvad karte Hain.
Bhagwan ki marji ke bagair pata bhi nahin hilta to hamari kya aukat hai. Isliye Dil se Bhagwan ka dhanyvad kijiye har Sukh ke liye dukh ke liye unke liye unke liye dhan ke liye nirogi Kaya ke liye.
Bhagwan ke charanon mein कोटि-कोटि vandan hai aur Bhagwan ka पल-पल dil se dhanyvad hai.
Jay Ho Prabhu.
Har har Mahadev.
Comments
Post a Comment