Nari mahila
Nari ya mahila ko Naman hai. Mahilayen Ghar Parivar banati hai aur Ghar se samaj banta hai use samaj se hi Desh banta hai. Nari ke Bina samaj aur Desh ka Vikas nahin ho sakta.
Ek nari hi man bahan Beti Bahu aur sabhi ki bhumika nibhati hai agar nari Na Hoti to vanshi aage nahin badhta.
Shastron mein nari ko Devi Mana gaya hai. Nari har kadam per man beti bahan aur patni Bankar Apne parijanon ke jivan mein khushiyan Bharti. Mahilayen Apne Parivar ki acche se dekhbhal karti hai nari ek uske roop anek hote Hain Ghar Parivar ki Raunak nari ke Bina fiki hoti hai isiliye to nari ko Ghar ki Lakshmi man annpurna ka darja Diya jata hai.
Aajkal hamare samaj mein nari har kam mein aage hai. America shikshit hona aur joke karna ya FIR koi bhi kam karna ho har jagah nari aage hai.
Aajkal mahilaon ko unke hunar ke hisab se training bhi Di jaati hai taki unko rojgar mil sake.
Nari Parivar ko hi nahin balki samaj Ko bhi Sahi rah dikhati hai. Jis nari ko paise jodne ki Kala aati hai uska Parivar kabhi dukhi nahin hota musibat ke samay use nari ka Joda hua Paisa bahut kam aata hai ek nari ko bachat ki aadat honi chahie.
Jo nai sabse meetha bole jiski awaaz mein madhurta ho aur sabse ghulmil kar chale sabko sath lekar chale aur Dan punya ka bhav rakhti Ho usko to sakshat Devi ka roop Mana gaya hai. Jo nari tan se jyada man se Sundar Ho yahi acchi nari ki pahchan hai.
Mahilayen hamesha apni tarif sunna pasand Karti Hain. Apni tarif sunane ke liye नए-नए kapde kharidi hai aur makeup karti hai taki log unki tarif Karen. Mahilaon ko shopping karne ka aur group mein ghumne ka bahut shauk hota hai aur parlour Jana bahut achcha lagta hai aur unko Apne shauk pure karne ka pura hak hai.
Nari Shakti mahan hai.
Dhanyvad.
Comments
Post a Comment