Ramlala ki Pran pratishtha. Ayodhya Nagari.

Ayodhya Nagari mein mere Prabhu Shri Ram ka mandir Bankar taiyar hai.

22 January 2024 ko Ram Mandir ki Pran pratishtha hai. 11 din pahle hi Puja paath aur anushthan shuru ho jaenge.

Ayodhya Nagari mein बड़े-बड़े Sadhu santon ka aagman ho chuka hai aur man bhav se Puja paath aur Hari kirtan chal rahe hain.

Ayodhya Nagari saryu Nadi ke kinare basa hua hai.

22 January 2024 ko ramlala ki Murti ki Pran pratishtha ki jayegi aur Jin Jin ko nimantran bheja gaya hai vah sabhi bhaktgan usmein Shamil honge. January ka yah per bahut hi dhumdham se manaya jaega aur Shubh sanyog mein hi ramlala ki Pran pratishtha hogi.

Hindu dharm mein kisi bhi Mandir mein ki jaane wali Bhagwan ki Murti ki Pran pratishtha ka bahut mahatva hota hai.

121 panditon ke sath Pran pratishtha ka samaroh shuru hoga aur khoob bhavan yagya पूजा-पाठ honge.

Puri Ayodhya Nagari Ram mein hogi aur Charon taraf Ram Naam ka jaikara hoga.

22 January ko pure Bharat mein Diwali manae jayegi kyunki use din ramlala ki Murti ki Pran pratishtha hai.

Ayodhya Nagari mein utsav ke rang mein rangne Desh videsh se bhaktgan Ayodhya pahunch rahe hain aur Ayodhya Nagari mein saryu Nadi mein dubki lagaenge.

Ayodhya Nagari mein mahakumbh jaisa mahaul hai.

Sitamarhi aur Janakpur se shradha ka sailab Sitamarhi aur Janakpur se shradha ka sailab Pran pratishtha mein Shamil hone umda hai

Murti ki Pran pratishtha ke liye Desh videsh se gift a rahe hain. Kahin se 2100 kilo ka ghanta aur 108 feat lambi agarbatti aur aur kahin se Diya tatha kahin se Chandi ke bartan a rahe hain Jo roj ki Puja Chandi ke bartanon mein hi hogi.

Pahle log kam jaate the Ayodhya aur jab se ramlala ka Mandir banaa hai tab se aane jaane ki suvidha bhi badh gai hai tatha Naya airport bhi ban gaya hai bhaktgan kafi jyada aaenge.

Ayodhya ki sadken चोरी-चोरी ho gai aur har taraf Safai Rahane lagi hai aur Ram Mandir banne se lakhon logon Ko rojgar milega.

Ayodhya mein kafi अच्छी-अच्छी hotel bhi ban gai hai aur dharmshalayen bhi Bani Hui Hain tatha bhaktgan ke thaharne ke liye acchi vyavastha ho gai hai.

Puri Nagari Ram mein ho gai hai aur har taraf Jay Shri Ram ki Jay karya gunjane Lage Hain.

Saji Ayodhya Nagari

Utsuk sabhi nar nari

Ghar ghar chalenge dip

Humko Prabhu se Preet

Gaon sakhi Prabhu ke Mangal Geet

Dil mein ek hi naam

Jay Shri Ram Jay Shri Ram. 

Comments

Popular posts from this blog

Mook badhir people.

Shiv bhakti

Dharali gaon ine Uttrakhand..