Aadi Kailash
Abhi Kailash Bhagwan Shiv ka Pramukh sthan hai aur yahi Yatra atyadhik kathin hai har koi is Yatra ko nahin kar sakta.
Kailash parvat per Bharat ki Seema ke andar Kailash parvat hai jise aadi Kailash ke Naam se Jana jata hai
Aadi Kailash Uttrakhand ke Pithoragarh jile mein hai. Aadi Kailash pahunchne ke liye Kai kilometer ki padyatra karni padati hai.
Aadi Kailash jaane ke liye sabse pahle humko kathgodam jana padega. Kathgodam se Pithoragarh ke dhaar jila ke liye taxiyan mil jaayengi. Kathgodam se Dharchula ki duri 280 kilometer hai.
Aadi Kailash ki yatra bahut kathin hai kyunki aadi Kailash bahut jyada unchai per sthit hai. Aadi Kailash mein oxygen ki Kami Ho jaati hai tatha sans Lene mein kafi kathinai aati hai.
Dhaar jila se aadi Kailash jaane ke liye taxi mil jaati hai. Dhaar jila se Bundi 70 kilometer hai tatha rasta bahut kathin aur kharab hai. Gundi pahunchne mein 5 ghante ka samay lagta hai. Agar aapke sharir mein thakavat ulti tatha chakkar aane Jaisi samasya hai to please gunj se aage Na jaaye. Bundi mein homestay mil jaate Hain yah homestay acche hote Hain tatha yahan aapko gadde kambal aur achha bhajan mein jata hai.
Jo ling kon se Bhagwan aadi Kailash ke Bhavya Darshan hote Hain. Jo ling song gundi se 25 kilometer dur hai.
Aadi Kailash parvat per jaane se pahle anumati leni padati hai. Aam logon ke liye aadi Kailash Jana sambhav nahin hai
Jo ling kaun se Parvati sarovar aur gaurikund jhil 2 kilometer hai tatha yah jhil kafi badi aur Sundar hai.
Parvati sarovar ke kinare hi Bhagwan aadi Kailash ka mandir banaa hua hai. Gori kund jhil Tak pahunchne ke liye humko paidal hi Jana padta hai.
Mai aur June mein yahan per barf dekhne Ko mil jayegi.
Yahan per Om parvat bhi banaa hua hai tatha Om parvat per Om ki aakruti Bani Hui hai.
Humko bhi aadi Kailash jana hai dekho kab Mahadev ji ka bulava aata hai.
Aadi Kailash jaane ka bahut man hai dekho kab job banta hai.
Is sal September mahine Tak aadi Kailash 20000 log Darshan kar sakte hain.
Aadi Kailash ek Pavitra sthan hai tatha tatha prakriti ki God mein basa hai..
Har har Mahade.
Om namah Shivay.
Thank you so much.
Comments
Post a Comment