Punjabi parv. Lodi.
Lodhi punjabiyon ka bahut hi Pramukh tyohar hai. Yah tyohar har sal 13 January ko manaya jata hai. Har sal 13 January ko Lodi ke din bahut jyada thand padati hai.
Lody se दो-चार din pahle hi छोटे-छोटे bacche ghar ghar jakar chhanne uple rakhe lakdiya Di ekatthe karte hain taki Lodi ke din unko Jala sake tatha kuchh gharon se unko paise bhi milte Hain taki Lodi ke din revadi aur mungfali ka Prasad lakar bhog lagakar sabko bant sake.
Loodi ki kahani ek jamindar dulla Bhatti wala ki veerta ki kahani se Lodi ko Joda jata hai.
Lohadi ke din geet bhi gae jaate Hain.
Lody ka tyohar har sal 13 January ko bahut hi dhumdham se Punjabi Sikh manata hai.
13 January ko Sham ke samay Ghar ke aage ek gaddha khodkar usmein uple aur lakniya jalakar Lodi ke parv ka shubharambh hota Hai.
FIR uske इर्द-गिर्द sabhi log aur unke rishtedar bola Banakar baith jaate Hain aur revadi mungfali ka Prasad chadhakar Lodi ka per dhumdham se manaya jata hai.
Nav vivahit jode tatha chhote bacchon ko Agni ke Charon taraf parikrama lagvayi jaati Hai taki unko Agni Devta ka Aashirwad mil sake.
Punjabi Sikh samuday ke sabhi log bahut hi Sundar Punjabi dress pahankar khoob Nach gana karte Hain aur antakshari khelte Hain tatha Lodi ke din khoob injoy karte Hain uske bad nashta karte Hain. Aur bahut dhumdham se Lodi ka tyohar manate Hain tatha Agni ke Charon or baithane se thand bhi nahin lagti.
Sabhi log kafi enjoy aur dhamal Masti karte Hain tatha bacchon Se lekar bade budhe sabhi ka enjoy hota Hai.
Yahi hai Lodi ka tyohar.
Happy loadi and enjoy the festival.
Thank you so much.
Comments
Post a Comment